Malwani Malad west ke Varisht Congress Neta Sayyed Anwar Hussain ne Masjid, Mandir, Church open karni ki maang Maharashtra Sarkar se ki.
Unhone kaha Corona ka mamla badhta ja raha hai, sarkar ko ispar control karna chahiye, Jis tarah Restaurants, food courts, bars ki guidelines aayee hai usi tarah Social distancing, sanitizing, mask ki proper guidlines ke sath open karna chahiye