Malwani MHB colony ko bharna pad raha hai extra mhada ka rent
Rahiwasiyo ka kahna hai ke humne 2019 tak ka rent mhada me bhare hai lekin humko 2012 se bill bharne ko kaha ja raha hai aur bina intimation ke mahine ka rent bhi badaa diya hai... Owner aur tenant sab pareshan hai